Manqabat-e-Aalahazrat
Hame taiba se joda hai raza ne, Manqabat-e-Aalahazrat Lyrics
1-Hame taiba se joda hai raza ne,
Nabi tak la ke chhoda hai raza ne,
2-Ba s ek ad-daulatul makkiya likhkar
Guroore najd toda hai raza ne
3-Tha jis mai aks gustakhe nabi ka
Us aaine ko phoda hai raza ne,
4-Raza ki shayri ko fann na kehna,
Lahu dil ka nichoda hai raza ne.
This Manqabat's Youtube Link-Click here
Comments
Post a Comment