Asad Iqbal Naat Lyrics

Pilatey hain dunya ko jaame muhabbat,Naat Lyrics

 1-Pilatey hain dunya ko jaame muhabbat
idhar shahe siman(n) udhar Aalahazrat
hain dono hi ahle sunan ki zaroorat
idhar shahe siman(n) udhar Aalahazrat

2-Idhar jinno shaitaa(n) ko kaata gaya hai
udhar najdiyo(n) ko bhagaya gaya hai
hamesha se karte hain dono hifazat
idhar shahe simna(n) udhar Aalahazrat

3-Kabhi shahe simna(n) ka daaman na chhoote
kabhi aalahazrat se rishta na chhoote
fida dil se in par hai sunni jamaa'at
idhar shahe simna(n) udhar Aalahazrat



This Naat's Youtube Link- Click here

Comments